Get Mystery Box with random crypto!

Ahle Sunnat Ahle Jannat

टेलीग्राम चैनल का लोगो ahlesunnatahlejannat786 — Ahle Sunnat Ahle Jannat A
टेलीग्राम चैनल का लोगो ahlesunnatahlejannat786 — Ahle Sunnat Ahle Jannat
चैनल का पता: @ahlesunnatahlejannat786
श्रेणियाँ: धर्म
भाषा: हिंदी
ग्राहकों: 1.06K

Ratings & Reviews

3.50

2 reviews

Reviews can be left only by registered users. All reviews are moderated by admins.

5 stars

0

4 stars

1

3 stars

1

2 stars

0

1 stars

0


नवीनतम संदेश 2

2023-06-22 04:45:26


*بسم الله الرحمن الرحيم*

*صلي الله تعالى عليه وآله وسلم*

*باذن الله تعالى*
*تفسير القرآن الكريم*

*TAFSEER UL QURAN*

*PARA*

*سورة البقرة*
*SURAH AL AL BAQARA*

RUKU ركوع #

AYAAT # *142-147*آيات

DURATION

:

78 views01:45
ओपन / कमेंट
2023-06-22 04:45:21 Audio from Aabid Sabri
72 views01:45
ओपन / कमेंट
2023-06-21 19:54:45 Audio from Aabid Sabri
81 views16:54
ओपन / कमेंट
2023-06-21 19:53:39 * Tajush Shari'ah Q|A Session Group *
Kia *Haj ka khutba sunna wajib hy?* Awr kia Hajj ka koi aisa rukun hy jismay kisi ki iqtada lazim ho?

http://jamiaturraza.com/session/3Jun12/9.mp3

*_ Qazi ul Quzzat Fil Hind Huzur TajushShari'ah Ka Jawaab Samaa'at Farmaaein.._ *
79 views16:53
ओपन / कमेंट
2023-06-21 18:45:41
Video from Aabid Sabri
86 views15:45
ओपन / कमेंट
2023-06-21 17:09:36 Audio from Aabid Sabri
82 views14:09
ओपन / कमेंट
2023-06-21 17:09:08 Hajj o Umrah ke waqt bhi hum se mobile nahi choot-ta hai



( Maulana Muhammad Raza Saqib Mustafayi sahab)
83 views14:09
ओपन / कमेंट
2023-06-21 15:35:46
Video from Aabid Sabri
86 views12:35
ओपन / कमेंट
2023-06-21 14:37:52 *_Qurbani Ke Pahle Baal Ya Nakhun Katna Kesa ?_*

* SAWAL:- *
Kya Qurbani Karne Wala 1 Se 10 Zilhijja Me Nakhun Ya Baal Nahi Tarashwa Sakta ?or Agar Nakhun Ya Baal Kaate To Qurbani Par Koi Asar Hoga ?

* JAWAB:- *

Jiska Qurbani Ka Irada Ho Ya Jiske Naam Se Qurbani Ho Usko Pahli Se Daswi Zilhijja Tak Nakhun Ya Baal Na Tarashwana Mustahab He, Ki Vo Pahli Zilhijja Ke Pahle Nakhun Ya Baal Tarashva Le.
Or Agar Kisi Wajah Se Na Tarash Saka Or 31 Din Ho Gaye Ho To 1 Se 10 Zilhijja Me Bhi Nakhun Ya Baal Tarashwa Sakta He. Ki Na Tarashwana Mustahab He Or 40 Din Tak Rakhna Gunah He. Or Agar Kisi Ne In Ayyam Me Tarashwa Liye To Qurbani Me Koi Farq Bhi Na Aayega. Magar Bahetar He Ki Zilhijja Ka Chand Dikhne Se Pahle Nakhun Ya Baal Tarashwa Le.

_Jaisa Ki Huzur SadrushShariyah Alahir Rahmato Ridwan Taherir Farmate He_

Qurbani Karni Ho To Mustahab Ye He Ki Pahli Se Daswi Zilhijja Tak Na Hajamat Banwaye, Na Nakhun Tarashwaye.
* (BAHARE SHARIYAT, J-4, S-134)*

_Or Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Taherir Farmate He_

Ye Hukm(Yaane 1 Se 10 Zilhijja Tak Nakhun Ya Baal Na Tarashwana) Sirf Istehbabi He Kare To Bahetar He Na Kare To Mazaiqa Nahi, Na Is Ko Hukme Adooli Kah Sakte He Na Qurbani Me Nuqs Aane Ki Koi Wajah, Balki Agar Kisi Shakhs Ne 31 Din Se Kisi Azr Ke Sabab Khwañ Bila Azr Nakhun Na Tarashe Ho Na Khat Banvaya Ho Ki Chand Zilhijja Ka Ho Gaya To Vo AgarChe Qurbani Ka Irada Rakhta Ho Us Mustahab Par Amal Nahi Kar Sakta Ab Daswe Tak Rakhega To Nakhun W Khat Banvaye Huye Ektalis(41) Din Ho Jayega, Or Chalis (40) Din Se Zyada Na Banwana Gunah He. Fe'ale Mustahab Ke Liye Gunah Nahi Kar Sakta.
* (FATAWA RAZVIYA, J-20, S-344)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_ Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

* 27 July 2019*
* SAWAL-O-JAWAB F.T.S grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
90 views11:37
ओपन / कमेंट
2023-06-21 11:27:08
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك*
*يارسول‎ الله ﷺ*

*POST NO - 16:*

*QURBAANI KE FAZAIL & MASAIL:*

*HADEES:*
ABU DAWOOD SHAREEF, VOL-2, HADEES NO-2.

Hazrat Abdullah Ibne Kurt رضي الله عنه Kehte Hai Ke Allah Ke Rasool ﷺ Ne Hame Hukm Diya Ke Oonto Ko Laya Jaye, Taake Mai Unhe Qurbaan Karu. Hazrat Abdullah Ibne Kurt رضي الله عنه Kehte Hai Ke Cheh (6) Oont Nabi ﷺ Ki Khidmat Me Pesh Kiye Gaye.

Jab Allah Ke Rasool ﷺ, Oonto Ko Zabah Karne Ke Iraade Se Aage Badhe, Toh Har Oont Dusre Oont Ko Piche Dhakelta Aur Khud Aage Aane Ki Koshish Karta. Taake Rasoollallah ﷺ Pehle Mujhe Zabah Farmaye.
85 views08:27
ओपन / कमेंट