Mein jaldbaazi ki dukaan Tu sukoon bhara itminan Mein ek musafir badal hu Tu thahra hua aasman Mein pathar mitti se bana Ghar tu koi mahal aalishan Mein anjan sa rasta koi Tu jaana maana mukaam Mein uljhan teri sari suljha Du tu kis bat se he pareshan Mene teri hatheli par rakhi he Jaan tu kabhi to pahchaan ┄┅═══❁♡❁═══┅┄ ✦ 𝐀𝐚𝐝𝐢𝐥 ✿ 𝐤𝐡𝐚𝐧 ✦ ┄┅═══❁♡❁═══┅┄ #𝐌𝐚𝐬𝐨𝐨𝐦_𝐬𝐡𝐚𝐲𝐚𝐫 ♡ ㅤ ❍ㅤ ⎙ ⌲ ˡᶦᵏᵉ ᶜᵒᵐᵐᵉⁿᵗ ˢᵃᵛᵉ ˢʰᵃʳᵉ 421 views✾ 𝐀𝐚𝐝𝐢𝐥 ๛ 𝐤𝐡𝐚𝐧﹏ , 14:37