Get Mystery Box with random crypto!

Is video ka highlight point batata hoon. Maine is video mei C | CoolMitra - Weekly Newsletter

Is video ka highlight point batata hoon.

Maine is video mei Compound Effect ke bare mei bhi bat ki hai.

Jisme maine bataya hai.

Jo ki shuru hote hai yaha se.

Compunt effect apne suna hoga, mei apko chokaa dene wali aur aakh khol dene wali baat batata hoon, The Compund Effect Book by Darren Hardy ne 6th page par The Magic Penny naam dete hue ek scenario likha hai ye suno mera khudka dimag hill gya.

Suppose karo apko ek taraf 30 laakh rupay diye jaate hai, aur ek taraf first day ek paisa dete hai jo apni value ka har roz 31 din tak doubla hota rahega, aaj hai kal 2, parso 4.. Aise.. aur dusri taraf kya tha 30 lakh rupay jo 31 din tak rahega par woh 30 lakh rupay first day hi apko mil jaege aap kya loge?

Ab chalo apne 30 lakh rupay le liye apke dost ne first day 1 paisa se start kara.

1 first apke paaas hai 30 lakh rupay aur dost ke pas 1 paisa
5 din mei apke pas hai 30 lakh apke dost ke double hote hote ho gye 16 paise kewal.

10 din baad apke pas hai 30 lakh apke dost ke pas ho gye 5 rupay 12 paise.

31 din mei se 10 din nikal gye ab tak apke dost ke pas kewal 5 rupay 12 paise bane aur apke apke pas hai 30 lakh rupay batao kiska decision jyada sahi lag raha hai?

Ab 31 mei ke 20 din ho gye kewal 11 din bache hai abhi bhi apke dost ke pas hai 5,243 rupay.

Apke pas 30 lakh kitna bada gap hai.

Ab 20 din mei itne hue, aakhiri bache 11 din mei kya ho jaega. 30 lakh ki baraari toh nhai kar paaega,

Lekin dheere dheere dikhaai nahi dene wala Compund effect yaha dikhna shuru hota hai, 31 ve din apke dost ke double hote hote ho jaate hai kitne? Socho kitne?

10,737,418 rupay

jo ki 30 apke pas aaj bhi 30 lakh se usse kitna jyaada hai?

Ye hoti hai compund ki takat, khair iske upar hum ache kisi aur video mei bate karegen.
Toh mei bata rha tha investment ki takat.

Watch full video